Duniya Ki Duniya Hi Jane Lyrics SUNIL SONI Hindi Album Song Ruchika Khamboj
- Star Cast-
- Song - Duniya Ki Duniya Hi Jane
- Ruchika khamboj
- Kartik Baghel
- Singer- Sunil Soni
- Geetkar-Anand Singh Thakur(AKS)
- Choreographer-
- Nandu Tandi(NTR)
- Camera Man
- Pawan Reddy
- Editor
- Manmohan
- Label - N Mahi Film Chhattisgarh
Duniya Ki Duniya Hi Jane Lyrics
Meri aankho me ek khwab aaya hai paheli baar dil ko karar aaya hai
kar denge mohbbat ka ijhaar aaj ham unse kyoki paheli bar kyoki paheli bar jubaan par kishi ka naam aaya hai
yu....yu....yu...hey....he.....he....
ha....ha....ha....haaa.....hun......hu....
duniya ki duniya hi jaane hamne itna jaanaa hai
duniya ki duniya hi jaane hamne itna jaanaa hai
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
hun....hun........hun hun hun....
ho..ho..ho....ho....ho....ho....
jab se dekh hai tujhe na din ko chain na raton ko karar hai
tujhe paane ke liye meri jaa mera dil kitna bekrar hai
tum sanse tum dhadkan meri tum najare tum palkan meri
tum sanse tum dhadkan meri tum najare tum palkan meri
jiwan ka bas ek hi maksad jiwan ka bas ek hi maksad
pyar tumhara pana hai
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
hun....hun........hun hun hun....
ho..ho..ho....ho....ho....ho....
kabhi hakikat me bhi badhaya karo talluk hamse
kabhi hakikat me bhi badhaya karo talluk hamse
ab khabon ke mulakaton se taslli nahi hoti
tum sang har din ed diwali rausan lagti raaten kaali
tum sang har din ed diwali rausan lagti raaten kaali
hantho me ho hath tumhara hantho me ho hath tumhara
jiwan bhar ho sath tumhara
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
duniya ki duniya hi jaane hamne itna jaanaa hai
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
tumko pakar sab kuch paya sab kuch tumko maana hai
hun....hun........hun hun hun....
ho..ho..ho....ho....ho....ho....

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें